Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeWhat You Won't Do For Love
HomeWhat You Won't Do For Love
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


oo waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano pyase dilon ki yeh beqraari pyase dilon ki yeh beqraari kya rang laayi deewanon aha waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano dil ho ameer ya gareeb ka dil use mile jiske naseeb ka dil lalalalala lalalalala dil ho ameer ya gareeb ka dil use mile jiske naseeb ka dil dil se dil milne ka raaz yeh tum kya jaanon haan waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano deewanon hey hey kabhi mile kabhi majboor huye dil se na tum kabhi door huye lalalalala lalalalala kabhi mile kabhi majboor huye dil se na tum kabhi door huye sadiyon se tum ho mere maano ya na maano haan yadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chalkaati jaam aayi deewano hey yaadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chalkaati jaam aayi deewano
lala laaaaa lala laaaaa ooooo ooooo ooooo oooo hooooo waadiyaan mera daaman raaste meri baahen jaao mere siwaa tum kahaan jaaoge waadiyaan mera daaman raaste meri baahen jaao mere siwaa tum kahaan jaaoge waadiyaan mera daaman jab hansegi kali rang waali koi jab hansegi kali rang waali koi aur jhuk jaayegi tumpe daali koi sar jhukaaye huye tum mujhe paaoge waadiyaan mera daaman raaste meri baahen jaao mere siwaa tum kahaan jaaoge waadiyaan mera daaman chal rahe ho jahaan iss nagar se pare chal rahe ho jahaan iss nagar se pare wo dagar to guzarti hai dil se mere dagmagaate huye tum yahin aaoge waadiyaan mera daaman raaste meri baahen jaao mere siwaa tum kahaan jaaoge waadiyaan mera daaman raaste meri baahen jaao mere siwaa tum kahaan jaaoge waadiyaan mera daaman
wadiyan mera daaman raaste meri baahen jaao mere siwa tum kahan jaaoge wadiyan mera daaman raaste meri baahen jaao mere siwa tum kahan jaaoge wadiyan mera daaman jab churaaoge tan tum kisi baat se jab churaaoge tan tum kisi baat se shaakh e gul chhed degi mere haath se apni hi zulf ko aur uljhaaoge wadiyan mera daaman raaste meri baahen jaao mere siwa tum kahan jaaoge wadiyan mera daaman jab se milne lagin tumse raahen meri jab se milne lagin tumse raahen meri chaand suraj bani do nigaahen meri tum kahin bhi raho tum nazar aaoge wadiyan mera daaman raaste meri baahen jaao mere siwa tum kahan jaaoge wadiyan mera daaman raaste meri baahen jaao mere siwa tum kahan jaaoge wadiyan mera daaman
hmmm hmm hmmmmmmm aaaaa haaaa haaaa haaaaaa hmmm hmm hmmmmmmm hmmmmm aaaaa haaaa haaaaaaa waadiyaan waadiyaan raasten raasten maare maare phire hum tere waaste waadiyaan waadiyaan raasten raasten maare maare phire hum tere waaste waadiyaan waadiyaan raasten raasten aabshaaron se poochha kahaan hai sanam aur nazaaron ke jaa jaa ke pakde kadam aabshaaron se poochha kahaan hai sanam aur nazaaron ke jaa jaa ke pakde kadam inn bahaaron ne farmaaya kya jaane hum khaa raha hai humen ab judaayi kaa ghum chhaale padte gaye bhaagte baagte maare maare phire hum tere waaste waadiyaan waadiyaan raasten raasten machli jaayen latten lipti jaaye hawaa jalta jaaye badan roti jaaye wafaa machli jaayen latten lipti jaaye hawaa jalta jaaye badan roti jaaye wafaa bewafaa mat sataa mil bhi jaa aa bhi jaa ki khata kya bata kyun ye de di sazaa aankhen pathraa gayin jaagte jaagte maare maare phire hum tere waaste waadiyaan waadiyaan raasten raasten maare maare phire hum tere waaste maare
Watan Ki Aabroo Khatre Mein Hai
watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho pukaarten hain ye zameen o aasmaan shaheed ho pukaarten hain ye zameen o aasmaan shaheed ho watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho shaheed teri maut hi tere watan ki zindagi tere lahoo se jaag uthegi iss chaman ki zindagi khilenge phool uss jagah pe tu jahaan shaheed ho watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho ghulaam utth watan ke dushmanon se inteqaam le inn apne donon baajuon se khanjaron ka kaam le chaman ke waaste chaman ke baaghbaan shaheed ho chaman ke waaste chaman ke baaghbaan shaheed ho watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho pahaad tak bhi kaanpne lage tere junoon se tu aasmaan pe inqalaab likh de apne khoon seeeeeeeee khoon seeeeee zameen nahin tera watan hai aasmaan shaheed ho watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho watan ki raah mein watan ke naujawaan shaheed ho watan ki
himaalaa ki bulandi seeeeeeee suno aawaaaz hai aayiiiiii kaho maaon seee de bete kaho behno se de bhaai watan pe jo fida hoga amar wo naujawaan hoga rahegi jab talak duniyaa ye afsaana bayaan hoga watan pe jo fida hoga amar wo naujawaan hoga himaala keh rahaa hai iss watan ke naujawaano se khada hoon santari ban ke main sarhad pe zamaanon se bhala iss waqt dekhoon kaun mera paasbaan hoga watan pe jo fida hoga amar wo naujawaan hoga chaman waalon ki gairat ko hai saiyaadon ne lalkaara utho har phool se keh do ke ban jaaye wo angaara nahin to doston ruswaa humaraa gulsitaan hoga watan pe jo fida hoga amar wo naujawaan hoga watan pe jo fida hoga amar wo naujawaan hoga rahegi jab talak duniyaa ye afsaana bayaan hoga watan pe jo fida hoga amar wo naujawaan hoga humaare ek padosi ne humaare ghar ko loota hai humaare ek padosi ne humaare ghar ko loota hai bharam ek dost ki bas dosti kaa aise toota hai ke ab har dost pe duniyaan ko dushman kaa gumaan hoga watan pe jo fida
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Waadon Ki Shaam Aayi Anand Aur Anand (1984) 04:54 37863
 
Poster of Anand Aur Anand (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:54   Song Number : 37863   

Wadiyaan Mera Daaman (Female) Abhilasha (1968) 03:56 12616
 
Poster of Abhilasha (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Meena Kumari
Duration : 03:56   Song Number : 12616   

Wadiyaan Mera Daaman (Male) Abhilasha (1968) 03:36 21401
 
Poster of Abhilasha (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 03:36   Song Number : 21401   

Wadiyan Wadiyan Runa Laila 04:12 16723
 
Poster of Runa Laila
 
Category
Ghazal
Duration : 04:12   Song Number : 16723   

Watan Ki Aabroo Khatre Mein Hai Mohd Rafi 03:31 39154
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:31   Song Number : 39154   

Watan Ki Raah Mein Shaheed (1948) 06:20 14213
 
Poster of Shaheed (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Music Director- 
Prem Dhawan
On Screen Actors- 
Dileep, Ramesh Sehgal
Duration : 06:20   Song Number : 14213   

Watan Pe Jo Fida Hoga Phool Bane Angaare (1963) 06:34 15189
 
Poster of Phool Bane Angaare (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Raag- 
Gujri-Todi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 06:34   Song Number : 15189